Song:- Husn Ishq Ki Yeh Kahani
Singer(s):- Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal
Movie:- Jawani Zindabad (1990)
Music Director:- Anand-Milind
Lyricist:- Sameer
#GoldminesGaaneSuneAnsune #AamirKhan #FarhaNaaz #MohammedAziz #AnuradhaPaudwal #JawaniZindabad #OldSongs
Lyrics:-
Husn Ishq Ki Yeh Kahani Har Dil Ki Jani Pehchani
Mila Jahan Par Aag Aur Pani Duniya Kehati Usse Jawani
Kahi Shiri Kahi Farhad Kahi Setee Kahi Murad
Har Dil Ko Kare Aabad Jawani Jindabad Jawani Zindabad
Jawani Jindabad Jawani Zindabad
Har Gam Se Aazad
Jawani Zindabad Jawani Zindabad
Jawani Zindabad Jawani Zindabad
Jispe Jawani Jab Jab Aayee Kaano Mein Baaji Shehnayi
Jispe Jawani Jab Jab Aayee Kaano Mein Baaji Shehnayi
Saal Solahawan Jis Din Laage Tan Pichhe Mann Aage Bhage
Bina Baat Ke Khoyi Khoyi Aadhi Jaagi Aadhi Soyi
Honth Gulabi Jab Jab Khole, Hans Hans Ke Koi Baat Bhi Bole
Har Baat Pe Milti Daatt,
Jawani Zindabad Jawani Zindabad
Jawani Zindabad Jawani Zindabad
Yeh Chanchal Madmast Jawani Jaise Chadti Nadi Ka Pani
Yeh Chanchal Madmast Jawani Jaise Chadti Nadi Ka Pani
Jahan Bhi Uth Gayi Gori Baahen Ho Ruk Gayi Raste Tham Gayi Raahe
Lekin Jab Yeh Aankh Milaye Dil Ke Tukade Karate Jaye
Jahan Bhi Chhanake Iski Payal Tin Mare Aur Terah Ghayal
Huye Aashiq Kahi Barbad,

コメント